demat account kaise khole - bus 5 minat me account khole
Demat account open kiase kare ?
phle aap Decide karein ki aap kis broker ke sath demat account open karna chahte hai.
Broker ki website par jaakar, demat account opening section me jayein.
Demat account opening form fill karein. Isme aapko personal details, address, contact details aur bank details ko provide karna hoga.
KYC documents ko upload karein. KYC documents include Aadhaar card, PAN card, address proof aur bank account details. Broker apko batayega ki kaunse documents ki zaroorat hai.
Agar aapka Aadhaar card linked nahi hai toh physical documents ko courier karke bhi submit kar sakte hai.
Demat account opening charges pay karein. Iske charges broker par depend karte hai.
Jab aapka account activate ho jaye, aap trading start kar sakte hai.
Dhyan rakhein ki demat account ke liye aapko bank account hona zaroori hai. Kyunki trading me bank account hi ka use hota hai aur usme transactions ke liye paisa deposit kiya jata
niche link aap apna free demat account open kar sakte hai
Comments
Post a Comment